Gham ka daur kabhi na aaye, bas yunhe tu hansti jaye
Tere chand se chehre ko dekh chandni bhi sharmaye
Gushan gulahan dhundh raha hun, sehra sehra daud raha hun
Koi dilkash manzar lekin tere jaisa NAZR na aye
Tu hai malika phulon ki aur kaliyon ki tu shahzadi
Sab ne tujhko YAD kiya aur sab ne tere gun gaye
No comments:
Post a Comment